YoFan Kya Hai Aur Yofan Se Paise Kaise Kamaye

Help Urdu Mein
0


YoFan Kya Hai Aur Yofan Se Paise Kaise Kamaye


Aj ke ais post me mein apko YoFan ke bareme btane wala hun kafi log google par search karte hain ke Yofan Kya Hai aur YoFan Se Paise Kaise Kamaye aur YoFan Se Paise Kamane Ka Tarika aur YoFan Par Account Kaise Banaye aur YoFan Par Account Banane Ka Tarika

Lekin un ko google par koi article ni milta or naa hi Kisi ne abi tak Yofan ke bareme google par post lekha hai yeh mera google par frist post hai Yofan ke bareme ais post me mein apko mukammal detail ke sath yofan ke bareme btane wala hun


YoFan Kya Hai

YoFan ek Online Platform hai same social media ke tarhan jispe Videos  Photos aur Links share kiye jate hain


YoFan Se Paise Kaise Kamaye 

Jaisa ke aap jante hain ke Blogger aur WordPress par posts publish karke Google Adsense ke ads se paise kamaye jate hain aur YouTube  par videos upload karke 1000 Subscribers or 4000 ghante ka watch time pore karke channel ko monetize karke paise kamaye jate hain wese hi YoFan account par Videos Photos aur Links share karke paise kamaye jate hain YoFan account par bi 50 subscribers or 10000 views complete karne hote hain phir YoFan ka account google adsense se monetize hota hai phir us account par adsense ke ads chalte hain or us ads se apki kamayi hoti hai


YoFan Par Account Kaise Banaye 

YoFan Par Account Banane Ka Tarika bohat hi asaan hai aap niche diye gye steps ko follow karke ya screenshots ko dekh karke ap Yofan par asani se account bana sakte ho



Step 1: Sabse pehle google par YoFan likh kar search kare 



Step 2: Jaise hi aap Yofan search  karengy to niche apko YoFan ki website nazar ayegi apko uspe click karna hai



Step 3: uske bad apko Get Started par click karna hai 



Step 4:  phir Signup with Google Account par click kare



Step 5: uske bad jispe aap Yofan ka account banana chahte hain us email par click karen 



Step 6: ab apko apna Profile ka name likhna hai Jo ap Apne Yofan account par show karwana Chahte hain wo naam likh kar Next par click kare



Step 7: ab apka YoFan account baan Chuka hai ab apko apne profile ka setting karna hai uske liye sabse upar right side par 3 lines par click karna hai 



Step 8: Phir apko Settings par click karna hai 



Step 9: ab apko Verify phone number par click karna hai jaise hi aap verify phone number par click karengy to phir se apse email mangega phir Wohi email pe apko click karna hai jis email par apne Yofan account banaya hai



Step 10: ab aap apna koi sa bi phone number likh kar Add par click karen jaise hi ap add par click karengy to apka phone number bi verify ho jayega



Ab apka account bi baan Chuka hai or phone number or email bi verify ho Chuka hai ab apko apne account par 50 subscribers or 10000 views complete karne hungy tab ja kar apka YoFan account google adsense se monetize hoga



Ab aap ko maloom hogya hai ke 

YoFan kya hai aur YoFan se paise kaise kamaye jate hain

Aur YoFan par account kaise banaya jata hai

Agar apko yeh post usefull laga to ap ais post ko share zaroor kare 



Post a Comment

0Comments
Post a Comment (0)